Ay kirdagaar apny MUNTAZAR asw ka Muntazir bna,
Aur asl intezar ka tu muda'a bhi kr ataa,
Aur MUNTAZAR asw k wasl sy dilon ko bakhsh dy zia,
Aur MUNTAZAR asw ki shaan sy hamein bhi kr tu aashna,
Aur teray MUNTAZAR asw k Muntazir tmam shaad hon,
Milay murad e qalb hamesha ba muraad hon.ameen
IMAM E MUSA E KAZIM esw ny farmaya,
MUNAFIQEEN wo tabqa hy jo Hamarey SHIA honey ka dawa zaror karta magar dil se hamarey sath Mukhlis nahi hota or Hamarey bataye howe rastey pr amalpaira nahi hota,
MUNAFIQ wo hai jo hamarey Fazail or Manaqib se bakhobi waqif hota hy magar hamesha hamarey FAZAIL or Manaqib chupata or ghatata hai or hamari sataish karny se ghabrata hai,
MUNAFIQ wo hai jo hamarey dushmano ya un k chahny walon se dostian or rishteydarian qaim krta hai ye jantay hoe bhi k wo hamarey DUSHMANO k chahny waly hein.
Ref:GUFTAR BAHISHTI,Pg:48,Taba QUM,MOALIF:ALI MOSAVI
IMAM E SAJJAD esw ny farmaya,Makhloq to apni EID mana kr khush o khuram hai laikin Humari EIDEN ab Matam hein.
ref:Bihaar ul ANWAAR,jild:6,page:98,Hadees:30